Pages

اقرأ باسم ربك الذي خلق

27 Dec 2017

Eid E Milad Taareekh Ke Aaine Me

1¤   Milad un Nabi ka Agaaz 604 hijri me Mulk-e-Arbal k Governer Malik Muzaffer ne kya. Malik Muzafer ka sath dene wala us wakt ka Alim Ibne Dahya tha. .
(TARIKH IBNE KHALQAAN:274/3)
2-  Hafiz Ibne Kaseer frmate hyn: Milad un Nabi ka Agaaz chahti(6th) sadi hijri me hoa.  Is ko Ijaad Shia Rafziyo ne kya.
(AL-BIDAYA:256/13)
3¤   Hafiz Ibne Hajar frmate hyn:  Ibne Dahya dunya parast molvi tha, Aima or Ulma-e-Salaf ki shan me Gustakhi krta, or jhuta shaks tha. Aur frmate hyn: “Ye Bidat Khairul Quroon k Zamane me nhi thi… Ab jska dil chahe wo khairul Quroon ki Ittiba kre ya Shia Rafziyo ki Bidat pr amal kre.
(LISANUL MIZAAN:295 ,296/2)
FAISLA APKA :)

Post a Comment