Arabic lafz ‘Hadith’ ka bunyadi matlab Khabar ki ek chiz, baat-chit, kahani, kissa, haalat batana hota hai chahe taarikhi ya mashhoori(legendary), sach ya jhut,maujuda ya maazi(past) ho. Iska dusra matlab sifati(adjective) taur par ‘naya’ hota hai jo ke qadeem,’purani’ ke mukhalfi(opposed) hai.
Jaise ki, dusri Arabic lafze(e.g. salaah, zakaah), inka matlab Islam me badal gaya. RasoolAllah s.a.w. ke waqt se, unki kahania, aur paigaamo par aksaryat(dominated) ho gaya sabhi tarha ke paigaamo se. Jiske natije me hadith alfaz istemal hone lage khususi taur par unke paigaam ke liye jo unke aqwaal(sayings) aur unke aamal bayan karte the.

Hadith Literature, p. 1 and Studies in Hadith Methodology and Literature, pp. 1-3.
Hadith Lafz ka Istemal
Hadith Lafz Quran aur Nabawi riwayat dono me istemal hui hai lisani(linguistic) matlab ke aetbar se. Hadith lafz Niche diye gaye teen aksaam pe istemal hue hai jo kabile zikr hai. Ye Is matlab ko samjhane ke liye istemal kiya gaya hai :
1. Khud Quran (ko)
“Pus mujhay aur iss kalaam ko jhutlanay walay ko chor de”. (Soorah al-Qalam, 68: 44)
(( إِنَّ َأحسن الْحدِيثِ كِتا ب اللهِ ))
“Beshak sab se behtareen Kalam Allah ki Kitab hai”. (Musnad Ahmed,13909)
(( حدُثوا عن بنِي إِسرائِيلَ ولاَ حرج ))
“Ap Israel ke aulado ke bare me bol sakte hai bina….. (Bukhari,Virtues and Merits of the Prophet (pbuh) and his Companions[56:667] )
3. Ek aam baat-cheet (ko)
“Jab ke Rasool ne apne biwio mese ek se poshida baat kahi…” (Soorah at-Tahreem, (66): 3)
(( منِ استمع إِلَى حدِيثِ قَومٍ و هم َله كَارِ هونَ َأو يفِرونَ مِنه، صب فِي ُأُذنِهِ
ْالأَن ك ))
ْالأَن ك ))
Pighla hua shisha un logo ke kaano me dala jaega jo logo ki baat sunte jo unka sunna nahi pasand karte hai ya unse door bhagte hai .(Bukhari,Interpretation of Dreams [87:165] .)
Post a Comment