Rasoolullah ka farman, "Qawli Hadith" kahlati hai.
Rasoolullah ka Amal, "Faeli Hadith" kahlati hai.
Rasoolullah ki ijazat, "Taqreeri Hadith" kahlati hai.
..............................................
Hadith char (4) tarha ki hoti hai:
۩ Marfu - Jis hadees me sahaba, Rasoolullah ka naam lekar hadith bayan kare.
۩ Mauquf - Jis hadees me sahabi RasoolAllah ka naam liye bagair hadith bayan kare ya apne khayal ka izhaar kare.
۩ Aahaad - Jis hadees me rawi tadad me mutawatir hadith ke rawio se kam ho. Iski 3 kisme hai.
۩ Mutawatir - Jis hadees ke raawi har zamane me itne ho ki unka jhut par ikhatta hona mumkin nahi ho.
•٠•●●•٠•
Post a Comment