اقرأ باسم ربك الذي خلق

Showing posts with label Aqeedah. Show all posts
Showing posts with label Aqeedah. Show all posts

1 Feb 2023

Kya Sahaba ne Aqide me Ikhtilaf kiya?

hi   Alhamdulillah..Kuch logo ka kahna hai ki Sahaba ne aqide me ikhtilaf nahi kiya jab ki ye baat hadees ki daleel ke khilaf hai.Sahaba ne aqidah ke chote (furoo) masail me ikhtilaf kiya hai...
Read More »

21 Dec 2019

Kamzor Tareen Eemaan

en   - Tariq bin Shihab se riwayat ki, Pahla shaks jis ne Eid ke din namaz se pahle khutbe ka aaghaz kiya, wo Marwan tha. Ek aadmi uske saamne khada ho gaya aur kaha, 'Namaz khutbe...
Read More »

23 May 2019

Ambiya ke Jism Ko Mitti Nahi Khati

Alhamdulillah.. Sahih ahadees ki roshni me ham sab ka ye Aqidah hona chahiye ki Nabi apne qabro me akhirat ke zindagi ke sath zinda hai aur unke jism salamat hai. Iski daleel kuch is tarha se...
Read More »

6 Apr 2019

Kya Nabi Ne Allah Ko Dekha Hai | Ayesha ؓ

Masruq (tabayeen) bayaan karte hai ki Mai Ayesha ؓ ki khidmat me tek lagaye hue baitha tha ke Ayesha r.a. ne farmaya, “Abu Ayesha! (yeh masrooq ki kuniyat thi) teen cheeze hai jis ne un me se...
Read More »

28 Mar 2019

Aqeedah Kya Hai?

Alhamdulillah.. Aqeedah un baato ko kaha jata hai jin ki nafs tasdeeq karti hai aur is par dilo ko itminan hota hai aur ahle aqeedah ke yaha ye yakeeni hote hai jis me kisi kism ka shak wa...
Read More »

25 Oct 2018

Allah Aur Rasool Ka Faisla Hi Aakhri Faisla Hai

hi  - Allah ‎ﷻ farmate hai, Aur Kisi Momin Mard Aur Kisi Momin Aurat Ko Ye Haq Nahi Hai Ki Jab Allah Taala Aur Uska Rasool Kisi Muamle Ka Faisla Kar De Toh Unke Liye Khud Apne Muamle Me Ikhtiyaar...
Read More »

8 Jan 2018

Islami Aqeede Ke Mutaaluk Quran Aur Sahi Ahadees Ki Roshni May Sawalo Ke Jawabat

۞1. Allaah Ne Hume Kisliye Paida Kiya? ۩ “Aur Mai (Allaah) Ne Jinno Aur Insano ko Sirf Isliye Paida Kiya Ke Wo Meri Ebaadat Kare”. [SurahAl’Zariat:56] “Tera Rubb Saaf’Saaf Hukum De’Chuka Hai...
Read More »

3 Jan 2018

Sirf Allah Se Hi Madad Kyu ?

Abu Zarr r.a. se riwayat hai ki unhone Rasoollullah ﷺ se suna ki Allah Subhanahu ne farmaya: "Aye Mere bando maine zulm ko apne upar haram kiya hai aur tum par bhi haram kiya... to ek doosre per...
Read More »

1 Jan 2018

Kya Nabi ﷺ Ko Ilm E Gaib Tha ?

Bismillahir rahmanir raheem Bhaioo/Behno, waisay to aik hawaala hi kaafi tha sabit kernay ke liay kiunki deen ke muamlay mein humaara rawayya سمعنا و اطعنا “hum nay suna aur hum nay ata’at ki” waala...
Read More »

31 Dec 2017

Allah Kaha Hai ?

۞ QU'RAN ۩ Dalil 1 ٱلرَّحۡمَـٰنُ عَلَى ٱلۡعَرۡشِ ٱسۡتَوَىٰ Ar Rahmaanu Alal Arshistawa. Rahmaan Arsh Par Mustawi Hua. Qur'an (20:05). ►Reference No -01 Soorah Taha(20) - Ayat-5 ►Reference...
Read More »

30 Dec 2017

Shaykh Abdul Qadir Jilani (Raheemullah) Ka Aqeedah

SHAYKH ABDUL QADIR JILANI (raheemullah) ne farmaya: 1. “Mera Aqidah wahi hai jo sahabao aur salaf as saliheen ka aqidah tha. (Siyar A’laam an-Nabula (20/442). 2. “Tumhare upar Ittibaa lazim...
Read More »

22 Dec 2017

Wahabi ka matlab kya hai?

Agar Azan se pahle Bilal raziAllaho anhu durud na padhe to unse itni mohabbat Aur agar koi dusra muslim na padhe to W A H A B I Agar Jashn e Milad Rasool ﷺ na manae toh unse itni mohabbat Aur...
Read More »