hi Imam Ghazali farmate hai,‘Aqalmand aadmi pahle haq ki ma'arfat haasil karta hai, phir kisi baat ko dekhta hai, agar woh sahih hai to use tasleem kar leta hai chaahe uske qaayal haq parast...
اقرأ باسم ربك الذي خلق
Showing posts with label ILM. Show all posts
Showing posts with label ILM. Show all posts
6 Feb 2023
17 Apr 2021
Kya Quran aur Sunnat Hidayat ke Liye Kaafi Nahi?

Alhamdulillah..Allah ki kitab aur Rasoolullah ﷺ ki sunnat ki roshni me toh yahi baat milti hai ki ye do chize ek insan ke hidayat ke liye kaafi hai. Lekin hamare muashre me aksar isse alag baat milti...
9 May 2020
Biddati Imam ke Piche Namaz Padhna | Imam Shafi aur Imam Baghawi

en -
۩ Imam al-Baghawi r.h. kahte hai,
'Imam Shafi, biddatio ki gawaahi qubul karne aur unke piche namaz padhne ki ijazat dete the, bina kisi shart ke agarche wo is baat ko napasand...
5 May 2020
Quran ki Sabse Choti Surat | Al Kausar

بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ إِنَّا أَعْطَيْنٰكَ الْكَوْثَرَ- فَصَلِّ لِرَبِّكَ وَانْحَرْ- إِنَّ شَانِئَكَ هُوَ الْأَبْتَرُ-۩ Innaa aa’taina kal kausar. Fa salli li rabbika wanhar. Inna...
7 Feb 2020
Haqeeqat Parast vs Shakshiyat Parast

Insan do qism ke hote hai,
۩1. Shakshiyat Parast
۩2. Haqeeqat Parast
Shakshiyat Parast wo hai jo baato ko shakshiyat ke aetbaar se dekhte hai. Jis baat se uske mahboob shakshiyat ki...
18 Dec 2019
Ilm Ke Imtehan Se Kya Muraad Hai ?

Alhamdulillah..
Ham maise aksar log is baat se anjaan hai ki amal ke sath sath Allah hamare Ilm ka bhi imtehaan le raha hai.
Aur Ilm ke imtehan se murad ye baate hai:
1۩ Kya humne...
7 Oct 2019
Rasoolullah ﷺ ki Hadees ka Ahtaraam

۩ Imam Malik ke shagird Abu Salamah Mansoor bin Salamah bin Abdul Azeez al-Khuza'yi r.h. (d. 210 hijri) farmate hai:
کان مالک بن أنس إذا أراد أن یخرج لیحدّث، توضأ وضوءه للصّلاة، ولبس أحسن ثیابه،...
23 Aug 2019
Mufti ki Sifaat | Imam Ahmad

en -
Sawal
Jo shakhs fatwe dene ke liye khud ko tayyaar karna chahta ho toh us me kaun si sifaat ka hona zaruri hai?
Jawab
Alhamdulillah..
Hafiz Ibn...
2 Aug 2019
Kya Al-Albani Ne Bukhari Aur Muslim ki Kuch Hadeeso ko Zaif Kaha Hai?

Sawal
Asslamu alaikum sir. Kya ye baat sach hai ki Shaykh Albani ne Sahih al Bukhari aur Sahih Muslim ki kuch hadeeso ko zaif karaar diya hai?
Jawab
Alhamdulillah..
Ye...
27 Jul 2019
Nabi ﷺ Ki Aulaad

hi ur en
Sawal
Nabi ﷺ ke kitni bete-betiya aur kis biwi se thi?
Jawab
Alhamdulillah..
Nabi ﷺ ki aulaad me bete aur...
26 Jul 2019
Ahle Bait Kaun Hai?

Alhamdulillah..
Allah ki kitab aur Rasoolullah ki sunnat me in logo ko ahle bait me shumaar kiya gaya hai:
1. Nabi ﷺ Ki Biwiya Aur Unke Aulaad
2. Hasan, Hussain, Fatimah, Ali
3. Aal e Ali,...
16 Jul 2019
Gumrahi Se Bachne Ke Raaste

Alhamdulillah..
Allah ﷻ farmate hai,
Alif-laam-raa! Ye aali-shaan kitab ham ne Aap ki taraf utari hai ke Aap logo ko andhero se ujale ki taraf laaye, in ke parwardigaar ke hukm se, zabardast...
6 Jul 2019
Salaf ke Faham se Deen Samajhna

Salaf as saaleh yaani nek aslaaf. Salaf me teen zamane ke logo ko shumaar kiya jata hai, Sahaba, Tabaeen aur Tabe-Tabaeen.
Salaf ke fahm se deen samajhne se murad ye hai ki ham salaf ke raaye...
7 May 2019
Aqeeqah Ki Dua

hi
۩ Ayesha r.a. ne farmaya ke Nabi ﷺ ne farmaya, “Aqeeqah karo, ladke ke taraf se do bakre ek jaise aur ladki ki taraf se ek bakra.”
Ap r.a. ne farmaya ke Aap ﷺ ne Hasan aur Hussain...
4 May 2019
Dua Me Allah ki Tareef Karna Aur Nabi ﷺ Par Durood Bhejna

en -
Ye mustahab hai ki dua ki shuruat Allah ki tareef aur Nabi ﷺ par durood o salam bhej kar kiya jaye.
۩ Fazalah bin Ubaid kahte hai ki Nabi ﷺ ne ek shakhs ko namaz ke andar Dua...
30 Apr 2019
Imam Nasai r.h. ki Wafaat ka Bayaan

Jab Misr me apke Ilm wa Adab ka charcha khoob hua toh haasideen (hasad karne walo) ne hasad karna shuru kar diya. Aap waha se Falastin ke shahar 'Ramlah' gaye. Yaha chunke banu Ummayya ki taweel...
12 Apr 2019
Ashra Mubashra

Alhamdulillah..
Wo 10 (das) log jinhe RasoolAllah ﷺ ne Jannat ki basharat di thi wo Aap ke ashaab maise hai. Iska zikr ek saheeh hadees me hai jise Abdur Rahman bin Awf r.a. ne riwayat kiya hai:
۩...
13 Mar 2019
Ahle Ilm Ki Galtiya | Imam Zahabi

۩ Imam Zahabi farmate hai,
“Agar ek bada alim zyada tar sahih hota hai, aur sach ke liye uski muhtat (meticulous) tashveesh, aur uske ilm ki wusat, aur uski aqalmandi jis ke liye wo achhi tarah...
2 Mar 2019
Ilm Hasil Karne Ki Koi Umar Nahi Hoti | Imam Bukhari

hi -
۞ Imam ul Muhaddiseen, Imam Bukhari r.h. farmate hai,
“Sardaar banne ke baad bhi ilm haasil karo, kyunki RasoolAllah ﷺ ke Sahaba-e-kiraam r.a. ne badi umar mein ilm haasil kiya.”
Sahih...
26 Feb 2019
Ahle Ilm Ki Galtiya | Ibn Rajab al-Hanbali

en hi -
Ibn Rajab Hanbali (d. 795h) farmate hai,
“Allah ne apni kitab (Quran) ke alawa kisi bhi kitab ko kamil (perfect) karne se inkar kiya hai. Aur aadil...
Subscribe to:
Posts (Atom)