Kuch bhai jo bina tahkeek kiye aur aankh band kar ke ulema ki baat maan lete hai wo ek qawl pesh karte hai,
۩ Ibn Sireen kahte hai,
إِنَّ هَذَا الْعِلْمَ دِينٌ فَانْظُرُوا عَمَّنْ تَأْخُذُونَ...
اقرأ باسم ربك الذي خلق
Showing posts with label Refutations. Show all posts
Showing posts with label Refutations. Show all posts
27 Apr 2020
1 Aug 2018
Khilaafat E Rashida Ke 30 Saal Wali Hadees Ke Aetrazaat Ka Tahkeeki Jayeza

Is mazmoon mein hum mashahur ahadees "Mere baad khilaafat 30 saal" ki tahqeeq o takhreej pesh kar rahe hai taaki aam logo par bhi haq wazeh ho jaye.
Imam Abu Dawood Al-Sajsatani ne Kitaab Al-Sunan...
10 Jul 2018
Deen Me Aqal Ka Istemal Karna

Kuch log Deen me aqal istemal karne ko galat kahte hai aur jo log Deen me aqal istemal kar ke faisla karte hai unhe wo aqal-parast kahte hai. Aaiye dekhte hai Deen me aqal istemal karna kitna sahih...
20 May 2018
Kya Umar r.a. Ne Fajr Ki Azaan Me Izafa Kiya Tha ?

Ummat e Muslimah me ek galat fehmi payi jati hai ki Umar r.a. ne Fajr ki azaan me As Salaatu Khairum Minan Naum ke alfaz shamil kiye the. Lekin haqiqat ye hai ki ye mahez ek jhut hai. Umar...
9 Jan 2018
Ek Galat Samjhi Hui Hadith - Amal Ka Daromadar Niyat Par Hai

Hamare Muashre Me Ek Hadith Ko Misquote Kiya Jata Hai Ki Huzur Ne Farmaya Ki Amal Ka Daromadar Niyat Par Hai. Kuch Log Apne Biddat (Deen Me Nayi Chiz Ijaad Krna) Ya Aesi Hi Chiz Ko Support Krne...
7 Jan 2018
Shabaan Ki Har Jumeraat Ko Do Rakat Namaz Padhne Wali Hadith

Alhamdulillah..
Kutub e ahadees mein is hadees ka koi wujood nahi hai, zahir yahi hota hai ke yeh hadees shabaan mein namazon ki fazeelat ke liye ghadi gayi hai, kyunkay boht si ahadees Aap ﷺ...
6 Jan 2018
Waseele Ke Mamnu Aksaam Ke Dalail Ka Tahkeeki Jayeza

Ye to bayan ho chuka hai ke Quran wa sunnat ki roshni mei 3 qism ka wasila jayaz hai aur wo ye hai:
۩ Allah ke Naamo ke zarye se Allah se manga jaye.
۩ Apne nek aamaal ke zarye Allah se manga...
Achi Biddat Par Sawab Wali Hadith Ka Tahkeeki Jayeza

Ek Hadees ki Do shakle ahle biddat ki taraf se pesh ki jati hai:
۩Pahla- “Jo Deen Me Achi Biddat Ejaad Karey Usko Aur Jo Is Par Amal Karenge Unko Bhi Sawab Jabke Ejaad Krne Wale...
Kya Jamaat Se Taraweeh Padhna Biddat E Hasana Hai ?

Abdur Rahman bin ‘Abdul Qari r.a. kahte hai ki Mai ek baar Ramada ki raat Umar r.a. ke sath masjid aya aur paya ki log alag alag Jamaat me padh rahe hai. Ek admi akele padh raha hai aur ek admi chote...
5 Jan 2018
Biddati Imam Ke Piche Namaz Padhne Ka Hukm | Salaf Ke Fahm Ke Mutabik

Jaha tak biddati Imam ke piche namaz padhne ka sawal hai to is ke bareme ek bhi riwayat nahi hai jo Usool e Muhaddiseen par sahih ho. Ek bhi RasoolAllah ki hadith nahi hai jisme milta ho ki fula...
Subscribe to:
Posts (Atom)